Jiski wjah se sab kuch h paaya
Jiski wjah se duniya m aaya
Chota sa tha jisne chalna sikhaya
Nanhe se hatho se khelna sikhaya
Kon kya h iska gyan karaya
Khushiya kya h iska aabhas karaya
Jab roya hu to tumne hi to hasaya
M kya hu ye mujhko bataya
Jiwan m aage badhna sikhaya
Tune hi to mushkilon se ladna sikhaya
Khud kast m rhi par kabhi na bataya .
Jab school jane laga to
Subha jaldi uth jaati thi .
Khud bhuke pet rehti thi
Mere liye rotiyan banati thi
Kabhi meri galti par chata bhi maara ho gusse m
Par akele m khud ko is baat k liye kosti thi
Jab accha risult aata tha
To pure mohalle m batati thi
Itna khush hoti thi ki
Sab gam bhul jati thi .
Kitna kuch sehkar mujhe is kabil banaya
Ki us mukam ko chu saku jiske sapno ko tune sajaya
Lakin kitna bhi kuch kar lu maaa
Tera ehsaan m kbhi chuka na paunga
Jitna tune mere liye kiya
M marte dam tak nhi kar paunga
Happy women’s day.
WRITTEN BY RAMAN UPADHYAY
Osm
LikeLiked by 1 person
So nice thoughts…
LikeLiked by 1 person
Dhanyavad
LikeLike
Shukriya
LikeLike
Kya bat h bhai cchha gya tu to..
LikeLiked by 1 person